

Rechargeable batteries ki shelf life 10 se 15 saal tak hai.
In batteries ko charge karne mein 30 Minutes lgty hn.
En rechargeable cells ko 2000+ dafa charge kiya ja sakta hai.
Thandi aur dry jagah par rakhein, direct dhoop aur zyada garmi se bachayen. Zyada arse tak use na karne ki surat mein unhe aadha charge karke store karein.
G han en ko ap apny Type-C charger sy charge kr skty hn.
Ji haan! AA aur AAA rechargeable cells remote, toys, cameras, flashlights aur bohot si electronic devices mein kaam karte hain.
Aik charge mn ya cell 1 to 3 Months chalte hain, Yeh device aur usage par depend karta hai.
Ji haan
Lion Cell premium rechargeable AA aur AAA cells offer karta hai jo rozmarra ke liye Pakistan mein best choice hain. Ye batteries long-lasting performance deti hain, disposable cells ki zarurat kam karti hain aur paisay bachati hain.
AA rechargeable cell un devices ke liye perfect hai jahan zyada power ki zarurat hoti hai jaise cameras, toys, wireless keyboards aur remotes. Ye battery 2000 dafa tak recharge ki ja sakti hai, jo aapko bar bar naye cells kharidne se bachati hai.
AAA rechargeable cell choti devices jaise remote controls, clocks aur wireless gadgets ke liye design kiya gaya hai. Ye lightweight, easy to recharge aur Pakistan mein reasonable price pe available hai.
lioncell.pk aapko premium quality aur affordability ek sath provide karta hai. Chahe aapko rechargeable AA cells chahiye ya AAA battery bundles, dono options yahan available hain.