Rechargeable Cells

2000 Life Cycles Eco friendly Long Lasting

Rs.1,830.00

ORDER VIA WHATSAPP

Trusted by over 200,000+ Clients

Serving online since 2020

100k+
Product sale per year
4.9
10,000+ Positive Reviews

Frequently Asked Questions

Rechargeable batteries ki shelf life kitni hai?

+

Rechargeable batteries ki shelf life 10 se 15 saal tak hai.

In batteries ko charge karne mein kitna time lagta hai?

+

In batteries ko charge karne mein 30 Minutes lgty hn.

En rechargeable cell ko kitni dafa charge kiya ja sakta hai?

+

En rechargeable cells ko 2000+ dafa charge kiya ja sakta hai.

In cells ko store karte waqt kin baaton ka khayal rakha jaye?

+

Thandi aur dry jagah par rakhein, direct dhoop aur zyada garmi se bachayen. Zyada arse tak use na karne ki surat mein unhe aadha charge karke store karein.

Kya in cells ko Mobile charger se charge kar sakty hn?

+

G han en ko ap apny Type-C charger sy charge kr skty hn.

Kya yeh cells remote controls, toys aur cameras mein use ho sakte hain?

+

Ji haan! AA aur AAA rechargeable cells remote, toys, cameras, flashlights aur bohot si electronic devices mein kaam karte hain.

Ek dafa charge karne ke baad kitna time chalte hain?

+

Aik charge mn ya cell 1 to 3 Months chalte hain, Yeh device aur usage par depend karta hai.

Kya rechargeable batteries safe hain?

+

Ji haan

Shop Rechargeable Cells at Unbeatable Prices in Pakistan